Sunday, September 23, 2012

URDU POETRY,,,RAJINDER MANCHANDA BAANI

HARI SUNEHRI KHAAK UDAANE WAALA MAIN
SHAFAQ-SHAJAR TASVEER BANANE WAALA MAIN

( I'M THE SCATTERER OF DUST, GOLDEN-HUED AND GREEN
  I'M THE PAINTER OF TREES, AND TWILIGHT SCENES )

KHILA KE SAARE RANG SAMETNE WAALI SHAAM
SHAB KI MIZHA PAR KHWAB SAJANE WAALA MAIN

( EVENING SHALLOWS ALL THE COLOURS SUSPENDED IN THE SPACE
  I DECK THE LASHES OF NIGHT WITH THE GLIMMERING DREAMS )

FIZA KA PEHLA PHOOL KHILANE WALI SUBAH
HAWA KE SUR MEIN GEET MILANE WAALA MAIN

( MORNING WAKES THE VIRGIN BUDS, SETS THEM ALL ABLOOM
  I MERGE MY MUSIC WITH FLOWING WINDS AND BEAMS )

BAAHR BHEETAR FASAL UGAANE WAALA TU
TERE KHAZANE SADA LUTANE WAALA MAIN

( YOU PRODUCE THE WEALTH OF CROPS, WITHIN AND WITHOUT
   I SQUANDER AWAY YOUR STORES, SWEEP THEM ALL CLEAN )

CHAAR DISHAAYEN JAB AAPAS MEIN GHUL-MIL JAYEN
SANNATE KO DUA BANANE WAALA MAIN

( WHEN THE FOUR DIRECTIONS ALL TOGETHER BLEND
   I BUILD A SOLEMN PRAYER FROM THE SILENT SCENE )

No comments:

Post a Comment