Tuesday, September 11, 2012

URDU POETRY, TOPIC; AURAT

JAHAN MEIN KARTI HAI SHAAHI MAGAR LASHKAR NAHIN RAKHTI
DILON KO KARTI HAI ZAKHMI, MAGAR KHANJAR NAHIN RAKHTI...AKHTAR SHIRANI

ISS KE JAISA NEK AUR ISS KE JAISA BAD BAD NAHIN
ISS KI NAFRAT AUR MOHABBAT, DONO KI KUCH HUDD NAHIN....JOSH

MAAN AUR BEHAN BHI, CHAHTI BETI
GHAR KI RAANI BHI, AUR JEEVAN SAATHI
PHIR BHI WOH KAAMINI, SARASR DEVI
AUR SEJ PAR WOH BESWA RAS KI PUTLI...FIRAAQ

No comments:

Post a Comment