Tuesday, September 4, 2012

URDU POETRY, TOPIC; MYSTICISM ( TASAWWUF )

MIT JAAYEN EK AAN MEIN KASRAT NUMAIYAAN
HUM AAINE KE SAAMNE AA KAR JO HOO KAREIN..,DARD
( THE FORMS MANIFOLDS WILL AT ONCE DISSOLVE
  IF  IN FRONT OF MIRROR BUT-KHAANA KHOD DAALIYE, MASJID KO DHAIEYEI ONCE BREATHE: " OH GOD ! )


MADRASA YA DAIR THA YA KAABA YA BUT KHAANA THA
HUM SABHI MEHMAAN THE EK HI TAU SAHEB-E-KHAANA THA...DARD

( BE IT KAABAA, BE IT TEMPLE, IDOL-HOUSE OR SCHOOL
WE WERE VISITORS, YOU, THE HOST THAT RULED )

SHEIKH KAABA HO KE PAHUNCHA, HUM KANISHT-E-DIL MEIN HO
DARD MANZIL EK THI, TUK RAAH HI KA PHER THA...DARD

(  THE SHEIKH REACHED IT VIA KAABA, WE, THROUGH THE SHRINE OF HEART,
   WE PURSUED THE SAME GOAL, THROUGH DIFFERENT PATHS )

KAABE SE DAIR, DAIR SE KAAE KO JAA CHUKE
KYA KYA NA ISS DORAAHE MEIN HUM PHER KHA CHUKE...AATISH

( FROM KAABA TO THE TEMPLE, FROM TEMPLE TO THE KAABA ROLLED,
   AT THIS CROSSING WE HAVE MADE TWISTS AND TURNS UNTOLD )

BUT-KHAANA KHOD KHOD  DAALIYE, MASJID KO DHAIEYE
DIL KO NA TODIYE YEH KHUDA KA MAQAAM HAI...AATISH

THERE A LOT MORE OF SUCH COUPLETS, SHOULD YOU BE INTERESTED JUST WRITE " YES " IN THE COMMENT COLUMN AND I SHALL PUT ALL OF THEM FOR YOU ALL TO READ.







1 comment: