Sunday, September 23, 2012

URDU OETRY...BRIJ NARAIN CHAKBAST

DARD-E-DIL, PAAS-E-VAFA, JAZBA-E-IMAAN HONA
AADMIYAT HAI YAHI AUR YAHI INSAAN HONA

( FIDELITY, COMPASSION, ABIDIN FAITH
  THESE COMPRISE HUMINITY, THESE A MAN DO MAKE )

NAV GRIFTAAR-E-BALA TARZ-E-FUGHAAN KYA JAANEIN
KOI NASHAAD SIKHA DE INHEIN NAALAN HONA

( WHAT KNOW THEY OF THE MODE OF WAILING, THESE NEO-VICTIMS OF FAITH
   LET SOMEONE USED TO SORROW, TEACH THEM PLAINTIVE LAYS )

ZINDAGI KYA HAI, ANAASIR MEIN ZAHUR-E-TARTEEB
MAUT KYA HAI INHI IJZAA KA PARESHAN HONA

( WHAT IS LIFE BUT ELEMENTS ORDERLY ARRANGED
   WHAT IS DEATH BUT ELEMENTS DIFFUSED, DESTROYED )

No comments:

Post a Comment