Friday, September 21, 2012

URDU POETRY...INSHA

JIGAR KI AAG BUJHE JIS MEIN WOH SHAIH LAA
LAGA KE BARF MEIN SAAQI SURAHI-E-MAI LAA

( SAAQI, BRING THE THING THAT MAY, AT ONCE QUENCH THE FIRE OF HEART,
  BRING THE FLASK OF WINE, KEPT IN A FROZEN CASK )

QADAM KO HAATH LAGAATA HUN, UTH KAHIN, GHAR CHAL
KHUDA KE WAASTE, ITNE TAU PAAON MAT PHAILA

( I TOUCH YOUR FEET, BESTIR YOURSELF, TIS TIME TO GO HOME,
  FOR GOD'S SAKE, DO NOT, STRETCH YOUR FEET SO FAR )

NAZAKAT USS KE MUKHDE KI DEKHIO INSHA
NASEEM-E-SUBAH JO CHOO JAYE, RANG HO MAILA

( MARK, INSHA, THE EXQUISITE GRACE OF HER LOVE LY FACE!
  EVEN A WHIFF OF MORNING BREEZE, ITS GLOSS WOULD MAR )

No comments:

Post a Comment