Wednesday, February 6, 2013

urdu poetry...topic; waqt..time

meharbaan ho ke bula lo mujhe, chaho jis waqt
main gaya waqt nahin hun, ke phir aa bhi na sakun.... Ghalib

waqt achcha bhi aaye ga nasir
gham na kar, zindagi padi hai abhi... Nasir


zamane ki gardish se chaara nahin hai
zamanaa hamar tumhara nahin hai.... Ibrat

gaya waqt phir haath aata nahin
sada aish dauran dikhata nahin.... Meer Hasan



No comments:

Post a Comment