KEHTE HAIN KE JO LOG SAMAJ KE BAARE MEIN BOHOT ZYADA SOCHTE HAIN WOH AKSAR KAMZOR, CHIDCHIDHE AUR GHAM KE MAARE LOG HOTE HAIN. HATTE-KATTE AUR KHAATE-PEETE GHAR KE LOGON KO KABHI BHI SAMAJ KI BURAIYAN KARTE NAHIN SUNA GAYA HAI.
SAMAJ KE BAARE MEIN SOCHTE REHNA EK BEEMARI HAI JO SHAYED KHOON KI KAMI, DIMAGH KI KAMZORI AUR HAAZME KI KHARABI KE KAARAN HOTI HAI. YEH BEEMARI TAB TAK THEEK NAHIN HOTI JAB TAK SAARI TAKLEEFON KA POORI TARAH ILAAJ NA HO JAYE.
AGAR ISS BEEMARI KO YUNHI CHOD DIYA JAYE TAU MAREEZ KI HAALAT KHATARNAK HO JAATI HAI. USSE HAR CHEEZ MEIN SAMAJ KI BURAIYAN NAZAR AATI HAIN. RANG-RANG KE PHOOL DEKH KAR USSE AFSOS HOTA HAI KE PHOOL ITNE KHUSH KYUN HAIN. KISI KO HANSTE DEKH KAR UNKA KHOON KHAULNE LAGTA HAI AUR WOH YUN MUNH BANATE HAIN JAISE KEH RAHE HON " HANSTA HAI, BE ".
AISA HI KUCH HAAL AAJKAL TEAM ANNA KA HAI.
WOH BHI BECHARE SAMAJ KI CHINTA MEIN DUBLE HUYE JAA RAHE HAIN.

No comments:
Post a Comment