Tuesday, February 19, 2013

shaikh-o-brahaman......

shaikh-o-barhaman
ke
chalan par
ungli uthaye huye hain
masjid ke minare bhi
mandir ke kalas bhi

shaikh-o-brahaman......

shaikh-o-barhaman
ke
chalan par
ungli uthaye huye hain
masjid ke minare bhi
mandir ke kalas bhi

urdu poetry................

insaf talab karne nikal aaye thay
basti ke kisi ghar se tarazu nahin nikla

urdu poetry..............

yeh dil hi hai jo ujad kar kabhi nahin basta
nazar ka kya hai, nai bastiyan basa le gi

urdu poetry........

ghairon se ho ladai ya apne aap se
iss duniya mein karte hain jung sab

urdu poetry..............

shareek-e-jurm na hote tau mukhbari karte
hamein khabar hai luteron ke har thikane ki

urdu poetry..............

shareek-e-jurm na hote tau mukhbari karte
hamein khabar hai luteron ke har thikane ki

urdu poetry..............

usse buland kar ke bhi main pastiyon mein raha
main seedhiyon ki tarah hun kitnon ke qadmon mein

urdu poetry...............

hamara qatal hua daftaron ki cabinet mein
hum apne naqsh faqat filon( FILES ) pe chod gaye

Thursday, February 7, 2013

NIGEL, NIGEL ON THE SCREEN

IN THE EARLY 90s, BRITISH AIRWAYS CREATED HISTORY WITH THE LAUNCH OF ITS CINEMA COMMERCIAL.

IT WAS ONE OF THE MOST BRILLIANT AND FRESHEST IDEAS THE ADVERTISING FRATERNITY HAD EVER COME OUT WITH. CREATED BY SAATCHI &  SAATCHI, COMMERCIAL WAS A TEXTBOOK CASE FOR MEDIA INNOVATION.

SET IN A PARSIAN BOULVARD, A MAN AND WOMAN WERE SHOWN EMBRACING EACH OTHER. AND THEN CAME THE UNEXPECTED.

A WOMAN IN THE CINEMA AUDIENCE JUMPS TO HER FEET AND STARTS SHOUTING TO THE MAN ON THE SCREEN: " NIGEL? NIGEL? IS THAT YOU?

NOT UNTIL " ON SCREEN NIGEL " ANSWERS BACK DOES THE PENNY DROP.

THE WOMAN WAS  AN ACTRESS  WHO WAS PLANTED IN THE AUDIENCE BY BRITISH AIRWAYS. SHE CONTINUED A RATHER EMOTIONAL DIALOGUE WITH NIGEL, HER LOVER, WHO WAS WITH ANOTHER WOMAN ON A BRITISH AIRWAYS ROMANTIC BREAK.

THE COMMERCIAL, IF IT CAN BE CALLED THAT ( IT WAS MORE LIKE A NEW TYPE OF ADVERTISING MEDIUM ), CULMINATED WITH ACTRESS STORMING OUT OF THE CINEMA. EVERY TIME THAT WAS STAGED THE AUDIENCE SPONTANEOUSLY APPLAUDED.

THE CHALLENGE WITH A CINEMA COMMERCIAL IS SOMEHOW TO MAKE SURE THAT IT WILL BE RECALLED AFTER THE INTENSE EXPERIENCE OF THE FILM. IF THIS ONE DIDN'T, NOTHING COULD.

Wednesday, February 6, 2013

advertising agency head in heaven

the pope died and went, predictably to heaven. the morning after he arrived he awoke to a great commotion in the street outside.

he opened his window and saw that the street was lined with cheering people. ticker tape drifted down from the window above. bands played.

seated in the back seat of an open car was a pale, thin and very worried looking man who occassionally raised his arms to acknowledge the applause.

the pope picked up the phone and asked for st. peter.

" don't think I'm complaining " he said " but just who is this chap outside? I didn't get a reception like this when I arrived here, after all i was the pope!"
" Ah " said st. peter. " but he was the the head of an advertising agency. according to my records, sir, you are 149th pope we have here. but this is the very first head of an advertising agency"

Advertising is the world's oldest profession

during early 70s in USA  one of the most popular advertising slogan was " Try it, you will like it ".this prompts me to think that these must have been the very words with which Eve offered the apple to Adam. Advertising could well claim to be the world's oldest profession; it certainly is a hoary one.

urdu poetry...topic; tangdasti....poverty

dil nikalta nahin hai pasti se
qabar behtar hai tangdasti se... Josh

muflisi sab bahar khoti hai
mard ka aitbaar khoti hai.... Vali

tangdasti agar na ho saalik
tandurasti hazaar naimat hai.... Saalik Dehalvi

jab jeb mein paise hote hain, jab pet mein roti hoti hai
uss waqt yeh zarra heera hai, uss waqt yeh shabnam moti hai.... Sahir


urdu poetry...topic; waqt..time

meharbaan ho ke bula lo mujhe, chaho jis waqt
main gaya waqt nahin hun, ke phir aa bhi na sakun.... Ghalib

waqt achcha bhi aaye ga nasir
gham na kar, zindagi padi hai abhi... Nasir


zamane ki gardish se chaara nahin hai
zamanaa hamar tumhara nahin hai.... Ibrat

gaya waqt phir haath aata nahin
sada aish dauran dikhata nahin.... Meer Hasan



Tuesday, February 5, 2013

urdu poetry...topic; ashk....tears

chupke chupke raat din aansoo bahana yaad hai
hum ko ab tak aashiqi ka woh zamaana yaad hai... Hasrat

ashk aankhon mein kab nahin aata
lahu aata hai jab nahin aata.... Meer

aankhon mein kaun aa ke ilaahi nikal gaya
kis ki talash mein mere ashk-e-ravaan chale... Jaleel

dil ke aksar fasaane haye jameel
aansoo-on mein sunaye jaate hain

yun hi gar rota raha ghalib tau ahl-e-jahan
dekhna unn bastiyon ko tum ke veeran ho gayeen

urdu poetry...topic; raqeeb.....rival

raqeeb-e-ru siyaah ka kaam hai kya koo-e-jaanan mein
nikalo iss ko, shaitan  hai yeh, jannat mein ghusa kyun hai....Rashk


na hum samjhe, na tum aaye kahin se
paseena ponchiye apni jabeen se


saamne uss ke na kehte, magar ab kehte hain
lazzat-e-ishq gayee ghair ke marr jaane se


urdu potry... topi; umeed---hope

koi umeed bar nahin aati
koi surat nazar nahin aati....Ghalib

kehte hain jeete hain umeed pe log
hum ko jeene ki bhi umeed nahin...Ghalib


lo aaj hum ne tod diya rishata-e-umeed
lo ab kabhi gila na karen ge kisi se hum...Sahir

woh umeed kya jis ki ho inteha
woh vaada nahin jo vafaa ho gaya....Haali


Monday, February 4, 2013

urdu poetry...shaad azimabadi

dhoondo ge agar mulkon mulkon, milne ke nahin naayab hain hum
taabeer hai jis ki hasrat-o-gham, aye hum nafso woh khwab hain hum

laakhon hi musafir chalte hain manzil pe pahunchte hain do-ek
aye ahl-e-zamaana qadar karo, nayaab na hon, kamyaab hain hum

main hairat-o-hasrat ka maara khamosh khada hun saahil par
dariya-e-mohabbat kehta hai, aa,kuch bhi nahin paayaab hain hum

urdu poetry...brij narain chakbast

dard-e-dil, paas-e-wafa, jazba-e-imaan hona
admiyat hai yahi aur yahi insaan hona

reh ke duniya mein hai yun tark-e-havas ki koshish
jis trah apne hi saaye se gurezaan hona

zindagi kya hai anaasir mein zahoor-e-tarteeb
maut kya hai in hi ajzaa ka pareshan hona


urdu poetry....aatish

tasawur se kisi ke main ne ki hai guftagu barson
rahi hai ek tasveer-e-khyali ru-ba-ru barson

barabar jaan ke rakha hai usko marte marte tak
hamari qabar par roya kare gi aarzoo barson


urdu poetry...nasir kaazmi

apni dhun mein rehta hun
main bhi yere jaisa hun

o pichli rutt ke saathi
ab ke baras main tanha hun

mujh se aankh milaye kaun
main tera aaina hun

tu jeevan ki bhari gali
main jungle ka rasta hun

apni lehar hai apna rog
dariya hun aur pyasa hun

urdu poetry...jigar moradabadi

koi yeh keh de gulshan gulshan
laakh balayen ek nasheman

phool khile hain gulshan gulshan
lekin apna apna daaman

ishq hai pyare khel nahin hai
ishq hai kaar-e-sheesha-o-aahan

umrein beetin, sadiyan guzrin
hai wahi ab tak aqal ka bachpan

tu ne sulajh kar gesu-e-jaanan
aur badha di dil ki uljhan

kaanton ka bhi haq hai pyare
kaun chudaye apna daaman

urdu poetry...... faani

lutf-o-karam ke putle ho, ab qahar-o-sitam ka naam nahin
dil pe khuda ki maar, ke phir bhi chainn nahin aaram nahin

jitne munh hain utni baaten, dil ka pata kya khaak mile
jis ne dil ki chori ki hai, ek usi ka naam nahin

ishq ke aazari bhi kahin, marne se ji jaate hain
le, yeh tasalli rehne de, aye maut tera yeh kaam nahin

dil hi pe apna bas nahin chalta, unn ki shikayet kya kijiye
aap hum apne dushman thehre, dost yeh kuch ilzaam nahin

rdu poetry.....habeeb jalib

dil ki baat labon par laa kar ab tak hum dukh sehte hain
hum ne suna tha iss basti mein dil waale bhi rehte hain

ek hamein awaara kehna joi bada ilzaam nahin
duniya waale dil waalon ko aur bohot kuch kehte hain


urdu poetry,,,,,,

dil mein ab awaz kahan
toot gaya tau saaz kahan

aankh mein aansoo lab pe khamoshi
dil ki baat ab raaz kahan


Friday, February 1, 2013

URDU POETRY...DAAGH

ARSH-O-KURSI PE KYA KHUDA MILTA
AAGE BADHTE TAU KUCH PATA MILTA

ROZ IK DIL LAGI NAI HOTI
ROZ IK DIL MUJHE NAYA MILTA

RDU POETRY...DAAGH

WOH RUSWAYEE SE DARR JAYE TAU ACHCHA
BURAI KAAM KAR JAAYE TAU ACHCHA

KAHA ZAALIM NE MERA HAAL SUNN KAR
WOH ISS JEENE SE MARR JAAYE TAU ACHCHA

WOH TAKLEEF-E-AYADAT KYUN KAREN DAAGH
MERI UNN KO KHABAR JAAYE TAU ACHCHA HAI

urdu poetry...DAAGH

AASHNA TAU HAI APNE MATLAB KA
FAISLA HO CHUKA HAI YEH KAB KA

KAAFIR-E-ISHQ KYUN MUSALMAN HO
SAB KO HAI  PAAS APNE MAZHAB KA


ARE INDIAN BUSINESS SCHOOLS EDUCATION BAZAAR?


 “Padhega India.Tabhi  Tau Badhega India”.For today’s generation the mantra is a tad bit different, for them its “MBA Karega Tabhi Tau  Kamayega India”!! Times of India dated 31st Jan’2013 says “Only 10% of B-School Grads get jobs: Study”

The story mentions a study which goes on to explain that except IIMS Grads,90% Grads of other B-Schools end up without Jobs. It further mentions that in the last five years the number of MBA seats annually in India has tripled from 4,500 to as many as 3.6lakh,according to an Assocham study, but campus recruitments have gone down by 40% in the same period.

India struggle to rise economically and bring about a sustainable change in its economy steered the middle class family’s desire to sign up to courses related to Business Education, which in turn resulted in a lucrative opportunity for investors willing to invest money in various educational institutions.
This recent article published by “Times of India” has reaffirmed my statement that I have been making at various forums. Recently I was invited by a hugely reputed business school to teach their final year PR students. The subject given was,” Corporate branding”.

In my opinion I couldn't explain corporate branding unless I introduced students to the concept,” What is the process of building a brand?” My belief has always been that it’s impossible to teach such professional subject without giving students a “hands on experience.” Classroom training with no practical knowledge would be like attending a cookery class and not trying out the recipe!!

In my first session I introduced the class to the basics of sensible behavior within a PR Agency and had decided that from the second session on-wards  I will take them through the concept of Branding, leading to Corporate Branding, which according to me is nothing else but “Corporate Identity Programme”.
Leo Burnett precisely quotes my belief in simple terms. “If you don’t get noticed, you don’t have anything. You just have to be noticed, but the art is in getting noticed naturally, without screaming or without tricks.” One definitely cannot get noticed by just sitting in a classroom, your actions are what would, get you noticed!!

After my first session I was invited for Lunch with the director of the institute .During the conversation, the director asked me what was I teaching ,to which I replied, I will take them( the student) through branding first and later will take them through corporate branding. The Director thundered thinking that they have been taught branding, to which I retorted No,” they know nothing about branding. “The director bawled at the staff and asked them to bring the syllabus. Syllabus was brought but the staff meekly informed him that branding wasn’t taught to them, but the director kept thundering, which I thought was almost like derision towards myself. That moment onwards I lost my enthusiasm to teach at that place, but to be rational to the students I controlled my emotions.

My belief is that for such professional courses the theory should be only 25%  of the teaching where as 75% of the course should be about “Hands on Experience”, helping aspiring professionals build their portfolios, which could help people trying to hire them judge their talent. Ever wondered why in a playschool a child is taught games and is taken through various practical experiences and not taught theory? The idea is simple, so as to build a stronger base for the child and help improve his/her analytical thinking. Similarly anyone seeking a career in the corporate world should be able to showcase his/her talent effectively.

Alas nobody in today’s educational market agrees with me, increasing my concern for the youngistaan generation!!